Skip to content

Laxmi Chalisa in English

Lakshmi Chalisa or Shri Laxmi Chalisa Lyrics PdfPin

Laxmi Chalisa is a forty verse prayer to goddess Lakshmi, who is the Goddess of Wealth and also the consort of Lord Vishnu. Lakshmi Chalisa is believed to be composed by Sundardasa. It is believed that regular chanting of Lakshmi chalisa will not only provide them riches in life but also get rid of misfortunes. Get Laxmi Chalisa Lyrics in English Pdf here and chant it with devotion regularly to get the blessed with riches and good fortune in life.

Laxmi Chalisa in English

॥ Doha ॥

Maatu Lakshmi Kari Kripa, Hridaya Mein Vaas।
Manokamna Siddha Kari, Paruvahu Meri Aas॥

॥ Sortha ॥

Yahi Mor Ardas,Hath Jod Vinati karun।
Sab Vidhi Karau Suvas, Jai Janani Jagadambika।

॥ Chaupai ॥

Sindhu suta Main Sumirun Tohi
Gyan Budhi Vidya do mohi || 1 ||

Tum saman nahin koi upkaari
Sab Vidhi purvahh aas hamari || 2 ||

Jai Jai Jai Janani Jagdamba
Sabki tum he ho avlamba || 3 ||

Tum ho sab ghat ghat ki vasi
Vinti yahi hamari khasi || 4 ||

Jag janani jai sindhu kumari
Deenan ki tum ho hitkari || 5 ||

Binvo nit tum maharani
Kripa karo jag-janani bhawani || 6 ||

Kehi vidhi astuti karoon tihari
Sudhi leejay apradh bisari || 7 ||

Kripa drishti chitvo mum ori
Jag janani vinti sun mori || 8 ||

Gyan budhi sab sukh kee data
Sankat haro hamari mata || 9 ||

Ksheer sindhu jab Vishnu mathayo
Chaudah ratna sindhu may payo || 10 ||

Chaudah rattan me tum sukh rasi
Seva kiyo prabhu ban dasi || 11 ||

Jo jo janam prabhu jahan leenha
Roop badal tahan seva keena || 12 ||

Svayam Vishnu jab nar tanu dhara
Leenyo avadhpuri avatara || 13 ||

Tab tum prakat janakpur manhee
Seva kiyo hriday pulkahi || 14 ||

Apnayo tohi antaryami
Vishwa vidhit tribhuvan ke swami || 15 ||

Tum sam prabal shakti nahin aani
Kahnlau mahima kaho bakhani || 16 ||

Man kram vachan karay sevakayee
Man ichhit vanchit phal payee || 17||

Taji chal kapat aur chaturayee
Pujahee Vividh bhaanti man lai || 18 ||

Aur hal mai kahoum bjhuyayee
Jo yeh path karay mun layee || 19 ||

Ta ko koee kasht na hoyee
Mun icchit vanchhit phal payee || 20 ||

Trahi trahi jai dhukh nivarini
Taapbhav bandhan haranee || 21 ||

Jo yah padhey aur padhavay
Dhyan laga kar suney sunavay || 22 ||

Tako koi rog na satavey
Puttarad dhan sampatti pavey || 23 ||

Puttarheen aru sampatiheena
Andha vadhr koree ati deena || 24 ||

Vippra bolayay key path kara
Shanka dil mein kabhi na lavai || 25 ||

Path karavay din chalisa
Tapar kripa karein gaurisha || 26 ||

Sukh sampati bahut see pavay
Kami nahi kaho kea aaway || 27 ||

Barah maas karai jo puja
Taihi sam dhanya aur nahi duja || 28 ||

Pratidin path karaai man mahi
Un sum koi jag main kahun nahi || 29 ||

Bahu vidhii kya main karoon barayee
Lay pariksha dhyan lagayee || 30 ||

Kari vishvas karaye vrat ma
Hoya siddh upjai ur prema || 31 ||

Jai jai jai lakshmi bhawani
Sab main vyapit ho gunkhani || 32 ||

Tumharo tej prabal jag mahi
Tum sam kohoo dayal kohu nahee || 33 ||

Mohi anath ki sudhi ab leejai
Sankat kaati bhakti mohi deejay || 34 ||

Bhool chook kari kshama hamari
Darshan deejay dasha nihari || 35 ||

Bin darshan vyakul adhikari
Tumhi achchat dukh sahtay bhari || 36 ||

Nahin mohihn gyan buddhi hai man mein
Sab janat ho apney man main || 37 ||

Roop chaturbhuj karkey dharan
Kasht moor ab karhu nivaran || 38 ||

Kehi prakar main karoo barayee
Gyan buddhi mohi nahi adhikaji || 39 ||

Ramdas ab kahayi pukari
Karo duur  tum vipati hamari || 40 ||

॥ Doha ॥

Trahi Trahi Dukh Harini, Haro Vegi Sab Tras।
Jayati Jayati Jai Lakshmi, Karo Shatru Ko Naash॥

Ramdas Dhari Dhyan Nit,Vinay Karat Kar Jor।
Maatu Lakshmi Daas Par, Karahu Daya Ki Kor॥

Iti Shri Lakshmi Chalisa sampoornam ||

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *