Skip to content

# Choose Language:

Guru Gorakhnath Chalisa in English

Guru Gorakhnath Chalisa Pdf LyricsPin

Guru Gorakhnath Chalisa is a 40-verse stotra for worshipping Sri Guru Gorakhnath, who is considered by many as an avatar of Lord Shiva and worshipped both as a guru and also a deity. Get Sri Guru Gorakhnath Chalisa in English Pdf Lyrics here and chant it for the grace of Guru Gorakhnath Ji.

Guru Gorakhnath Chalisa in English 

।। Doha ।।

Ganpati Giraja Putra Ko Sumiru Barambar |
Hath Jod Binati Karu Sharad Nam adhar ॥

।। Chaupaee ।।

Jay Jay Jay Gorakh Avinashi |
Kripa Karo Gurudev Prakashi ॥ 1 ॥

Jay Jay Jay Gorakh Gungyani |
Ichchha Rup Yogi Vardani ॥ 2 ॥

Alakh Niranjan Tumharo Nama |
Sada Karo Bhaktan Hit Kama ॥ 3 ॥

Nam Tumharo Jo Koi Gave |
Janm Janm Ke Dukh Nasave ॥ 4 ॥

Jo Koi Gorakh Nam Sunave |
Bhoot Pisach Nikat Nahi ave ॥ 5 ॥

Gyan Tumhara Yog Se Pave |
Rup Tumhara Lakha Na Jave ॥ 6 ॥

Nirakar Tum Ho Nirvani |
Mahima Tumhari Ved Bakhani ॥ 7 ॥

Ghat Ghat Ke Tum Antaryami |
Siddh Chaurasi Kare Pranami ॥ 8 ॥

Bhashm Ang Gale Naad Biraje |
Jata Shish Ati Sundar Saje ॥ 9 ॥

Tum Bin Dev Aur Nahin Dooja |
Dev Munijan Karte Pooja ॥ 10 ॥

Chidanand Bhaktan Hitakari |
Mangal Karo Amangal Hari ॥ 11 ॥

Poornabrahm Sakal Ghatavasi |
Gorakhnath Sakal Prakashi ॥ 12 ॥

Gorakh Gorakh Jo Koi Dhyave |
Brahma rup Ka Darshan Pavai ॥ 13 ॥

Shankar Rup Dhar Damaru Baje |
Kanan Kundal Sundar Sajai ॥ 14 ॥

Nityanand Hai Nam Tumhara |
Asur Mar Bhaktan Rakhvara ॥ 15 ॥

Ati Vishal Hai Rup Tumhara |
Sur Nur Muni Pavai Nahin Para ॥ 16 ॥

Dinabandhu Dinan Hitakari |
Haro Pap Ham Sharan Tumhari ॥ 17 ॥

Yog Yukti Tum Ho Prakasha |
Sada Karo Santan Tan Basa ॥ 18 ॥

Pratahkal Le Naam Tumhara |
Siddhi Badhai Aru Yog Prachara ॥ 19 ॥

Jay Jay Jay Gorakh Hathile |
Maar Maar Vairi Ke Kile ॥ 20 ॥

Chal Chal Chal Gorakh Vikrala |
Dushman Maan Karo Behala ॥ 21 ॥

Jay Jay Jay Gorakh Avinashi |
Apne Jan Ki Haro Chaurashi ॥ 22 ॥

Achal Agam Hai Goraksh Yogi |
Siddhi Devo Haro Ras Bhogi ॥ 23 ॥

Kato Marg Yam Ki Tum aai |
Tum Bin Mera Kaun Sahai ॥ 24 ॥

Ajar Amar Hai Tumharo Deha |
Sankadik Sab Johahin Neha ॥ 25 ॥

Koti Na Ravi Sam Tej Tumhara |
Hai Prasiddha Jagat Ujiyara ॥ 26 ॥

Yogi Lakhai Tumhari Maya |
Param Brahma Se Dhyan Lagaya ॥ 27 ॥

Dhyan Tumhara Jo Koi Lave |
Ashta Siddhi Nav Nidhi Ghar Pave ॥ 28 ॥

Shiv Goraksh Hai Naam Tumhara |
Papi Dusht Adham Ko Tara ॥ 29 ॥

Agam Agochar Nirbhay Natha |
Sada Raho Santan Ke Sadha ॥ 30 ॥

Shankar Rup Avatar Tumhara |
Gopichand Bhartuhari Ko Tara ॥ 31 ॥

Sun Lijyo Guru Araj Hamari |
Kripa Sindhu Yogi Brahmachari ॥ 32 ॥

Poorn ash Das Ki Kije |
Sevak Jan Gyan Ko Dije ॥ 33 ॥

Patit Pavan Adham Udhara |
Tinke Hetu Tum Let Avatara ॥ 34 ॥

Alakh Niranjan Nam Tumhara |
Agam Panth Jin Yog Prachara ॥ 35 ॥

Jay Jay Jay Gorakh Bhagwana |
Sada Karo Bhaktan Kalyana ॥ 36 ॥

Jay Jay Jay Gorakh Avinashi |
Seva Karai Siddha Chaurasi ॥ 37 ॥

Jo Padhahi Gorakh Chalisa |
Hoy Siddha Yogi Jagadisha ॥ 38 ॥

Barah Path Padhai Nitya Johi |
Manokamana Pooran Hohi ॥ 39 ॥

Aur Shraddha Se Rot Chadhavai |
Hath Jodakar Dhyan Lagavai ॥ 40 ॥

।। Doha ।।

Sune Sunave Premavash Pooje Apane Hath |
Man Ichchha Sab Kamana Poore Gorakhnath ॥

Agam Agochar Nath Tum Parabrahma Avatar |
Kanan Kundal Sir Jata Ang Vibhooti Apar ॥

Siddh Purush Yogeshvaron Do Mujhako Upadesh |
Har Samay Seva Karun Subah Sham adesh ॥

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *