Skip to content

Shani Chalisa in English

Shani Chalisa Lyrics PdfPin

Shani Chalisa is a 40-verse prayer addressing Lord Shani. Get Sri Shani Chalisa in English Pdf Lyrics here and chant it with devotion for the grace of Lord Shani.

Shani Chalisa in English 

॥ Doha ॥

Jai Ganesh Girija suvan mangal karan kripal |
Dinan ke dukh door kari kijai nath nihal ||

Jai Jai Shri Shanidev Prabhu sunahu vinay maharaj |
Karu kripa hi Ravi tanay rakhahu jan ki laaj ||

॥ Chalisa ॥

Jayati jayati Shanidev Dayala ।
karat sada bhagatan pratipala ॥ 1 ॥

Chari bhuja, tanu sham viraje ।
mathe ratan mukut chhavi chaje ॥ 2 ॥

Param vishal manohar mhala ।
tedhi drishti bhrikuti vikarala ॥ 3 ॥

Kundal shravan chamacham chamake ।
hiye maal muktan mani damke ॥ 4 ॥

Kar me gada trishul kuthara ।
pal bich kare arihi sahara. ॥ 5 ॥

Pingal, krishno, chhaaya nandan ।
Yam Konsth, Raudra, dukh bhanjan ॥ 6 ॥

Sauri, mand Shani, dash nama ।
Bhanu putra pujahe sab kama ॥ 7 ॥

Japar Prabhu prasanna ha ve jahi ।
rankhu raav kare shann maahi ॥ 8 ॥

Parvathu trun hoi niharat ।
trinahu ko parvat kari darat ॥ 9 ॥

Raaj milat vann Ramahi dinho ।
Kaikeyi hu ki mati hari linho ॥ 10 ॥

Vanahu me mrig kapat dikhai ।
Matu Janki gai churai ॥ 11 ॥

Lakhana hi shakti vikal karidara ।
machiga dal me hahakara ॥ 12 ॥

Ravan ki gati-mati baurai ।
Ramachandra so bair badhai ॥ 13 ॥

Diyo keet kari kanchan Lanka ।
baji Bajarang bir ki danka ॥ 14 ॥

Nrip vikram par tuhi pagu dhara ।
chitra mayoor nigali gai hara ॥ 15 ॥

Haar naulakha lageo chori ।
hath pair daravao tori ॥ 16 ॥

Bhari dasha nikrasht dikhao ।
telahi ghar kolhu chalvao ॥ 17 ॥

Vinay raag deepak mah kinhao ।
tab prasanna Prabhu have sukh dinho ॥ 18 ॥

Harishchandra nrip nari bikani ।
aaphu bhare dom ghar pani ॥ 19 ॥

Taise nal par dasha sirani ।
bhunji-meen kud gai pani ॥ 20 ॥

Shri Shankarahi gaheo jab jai ।
Paravati ko Sati karai ॥ 21 ॥

Tanik vilokat hi kari resa ।
nabh udi gato Gaurisut seema ॥ 22 ॥

Pandav par bhai dasha tumhari ।
bachi Draupadi hoti ughari ॥ 23 ॥

Kaurav keb hi gati mati mareyo ।
yudh Mahabharat kari dareyo ॥ 24 ॥

Ravi kah mukh mah dhari tatkala ।
lekar kudi pareye patala ॥ 25 ॥

Shesh dev-lakhi vinati lai ।
Ravi ko mukh te diyo chudai ॥ 26 ॥

Vahan prabhu ke saat sujana ।
jag diggaj gardabh mrig svana ॥ 27 ॥

Jambuk sinh aadi nakh dhari ।
so phal jyotish kehat pukari ॥ 28 ॥

Gaj vahan Lakshmi grih aave ।
hay te sukh sampati upjave ॥ 29 ॥

Gardabh hani kare bahu kaja
singh sidhakar raj samaja ॥ 30 ॥

Jambuk budhi nasht kar daare ।
mrig de kasht pran sanhare ॥ 31 ॥

Jab avahe svan savari ।
chori aadi hoe dae bhari ॥ 32 ॥

Taisi chari charan yah nama ।
svarn lauh chandi aru tama ॥ 33 ॥

Lauh aharan par jab Prabhu aave ।
dhan jan sampati nasht karave ॥ 34 ॥

Samta tamra rajat shubhkari ।
svarn sarvasukh mangal bhari ॥ 35 ॥

Jo yah Shani Charitra nit gave ।
kabhu na dasha nikrisht satave ॥ 36 ॥

Adbhut nath dikhave leela ।
kare shatru ke nashi bali dhila ॥ 37 ॥

Jo Pandit suyogya bulavi ।
vidhivat Shani Grah shanti karai ॥ 38 ॥

Peepal jal Shani divas chadhavat
deep daan hai bahu sukh ॥ 39 ॥

Kehat Ram sundar Prabhu Dasa ।
Shani sumirat sukh hot prakasha ॥ 40 ॥

॥ Doha ॥

Path Shanishchar Dev ko ki ho bhagat taiyara
Karat path Chalis din ho bhavsagar paara ||

Jo stuthi Dasarath ji ki yo, sammukhi shani nihara
saras subhash mein vahi, lalitha likhe sudhara ||

 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *