Skip to content

# Choose Language:

Bhairav Chalisa in English

Bhairav Chalisa lyrics or Bhairava Chalisa lyricsPin

Bhairav Chalisa is a 40 verse prayer to Lord Kaal Bhairav, who is a fearsome avatar of Lord Shiva, and the Kotwal of the Varanasi. Get Shri Kaal Bhairav Chalisa in English Lyrics Pdf here and chant it with devotion for the grace of Lord Kaal Bhairav.

Bhairav Chalisa in English 

Doha

Shri ganapati, guru, gauri pada ।
prema sahita dhari matha ।।
Chalisa vandan karaun ।
shri shiv bhairavanath ।।

Shri bhairav sankat haran ।
mangal karan kripal ।।
Shyam varan vikaral vapu ।
lochan lal vishala ।।

Chaupai

Jayati jayati shri kali ke lala ।
jayati jayati kashi kutavala ।।

Jayati ‘batuk bhairav’ bhaya hari ।
jayati ‘kal bhairav’ balkari ।।

Jayati ‘nath bhairav’ vikhyata ।
jayati ‘sarva bhairav’ sukhadata ।।

Bhairav ruup kiyo shiv dharan ।
bhav ke bhar utaran karan ।।

Bhairav rav suni hvai bhay duuri ।
sab vidhi hoya kamana puri ।।

Shesh mahesh adi guna gayo ।
kashi kotaval kahalayo ।।

Jata jut sir chandra virajat ।
bala, mukut, bijayath sajat ।।

Kati karadhani ghuungharu bajat ।
darshan karat sakal bhay bhajat ।।

Jivan dan das ko dinhyo ।
kinhyo kripa nath tab chinhyo ।।

Vasi rasana bani sarad kali ।
dinhyo var rakhyo mam lali ।।

Dhanya dhanya bhairav bhay bhanjan ।
jai manaranjan khal dal bhanjana ।।

Kar trishul damaru shuchi koda ।
kripa kataksh suyash nahin thoda ।।

Jo bhairav nirbhay gun gavat ।
ashtasiddhi nav nidhi phal pavat ।।

Roop vishal kathin dukh mochan ।
krodh karal lal duhun lochan ।।

Aginat bhut pret sang dolat ।
bam bam bam shiv bam bam bolat ।।

Rudrakaya kali ke lala ।
maha kalahu ke ho kala ।।

Batuk nath ho kal ganbhira ।
shvet, rakt aru shyam sharira ।।

Karat tinhun rup prakasha ।
bharat subhaktan kahan shubh asha ।।

Ratan jadit kanchan sinhasan ।
vyaghr charm shuchi narm suanan ।।

Tumahi jai kashihin jan dhyavahin ।
vishvnath kahan darshan pavahin ।। ।।

Jaya prabhu sanharak sunand jaya ।
jaya unnat hara uma nand jaya ।।

Bhim trilochan svan satha jay ।
vaijanath shri jagatanath jaya ।।

Maha bhim bhishan sharir jaya ।
rudr trayambaka dhir vir jaya ।।

Ashvanath jaya pretanath jaya ।
svanarudh sri chandra nath jaya

Nimish digambar chakranath jaya ।
gahat anathan nath hath jaya ।।

Treshalesh bhuutesh chandr jaya ।
krodh vats amaresh nand jaya ।।

Shri vaman nakulesh chand jaya ।
krityau kirati prachand jaya ।।

Rudr batuk krodhesh kal dhar ।
chakr tund dash panivyala dhar ।।

Kari mad pan shambhu gunagavat ।
chaunsath yogin sang nachavat ।।

Karat kripa jan par bahu dhanga ।
kashi kotaval adabanga ।।

Dey kal bhairava jaba sota ।
nasai pap mota se mota ।।

Janakar nirmal hoy sharira ।
mite sakal sankat bhav pira ।।

Shri bhairav bhooton ke raja ।
badha harat karat shubh kaja ।।

Ailadi ke duhkh nivarayo ।
sada kripa kari kaj samharayo ।।

Sundar das sahit anuraga ।
shri durvasa nikat prayaga ।।

“Shri bhairava ji ki jaya” lekhyo ।
sakal kamana puuran dekhyo ।।

Doha

Jai Jai Jai Bhairav Batuk Swami Sankat Tar,
Kripa Das par kijiye Shankar ke Avatar,
Jo yeh Chalisa Pare prem sahit shat bar,
us ghar sarvanand ho, vaibhav bare apar ।।

Jai Sri Bhairavaya namah !!

।। Iti Sri Bhairav Chalisa ।।

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *